kabhi wo hame to kabhi hum unhe manaane lage..
afsaana yuhi chalta to thik tha dosto!! per..
faaslen bada ker wo is dil ko tadpaane lage..
kadam der kadam saath chalne ka waada tha unka..
her jakham per merhum lagane ka waada tha unka..
aashiqi jab puri na ho saki hum se doston to wo..
hamari tasveer nikal kisi or ki tasveer sajaane lage..
Gum tab tak nahi tha jab tak wo hum se khafaa the..
dard tab tak nahi tha jab tak wo hamari wafaa the..
bas kuch mushkilon ki wajah se wo door jane lage..
or dheere dheere wo gairon ki mohabbat apnaane lage.
Posted By - Sachin Gujral