Hello dosto !! Shayad me aaj aapko aisi tip dunga jo aapko aapki manzil batayegi.. Har ek class chahe 20 students ya koi 500 students seminar hall me hai, me jane se pehle sirf ek cheez sochta hu - "Jo bolunga dil se kyunki ye meri manzil hai".
Maine bahut students ko bolte huye dekha hai me Engineering, MBA etc karna mere mummy papa ka sapna tha isliye kiya.. Ek din ki baat hai jahan ek student ne confess kiya ki mera passion animation aur gaming hai lekin me engineering isliye kar raha hu kyunki mere papa ne bola.
Mera bhi ek aisa time aaya tha jahan mere papa ne CAT exam dene ke liye bola kyunki woh khud CAT ke professor hai. Lekin mene apne goal ko saamne rakha aur unhe samjaya. Aap mujhe bina pankh ke parinda banane ki koshish kar rahe hai. Aur maine sociology as my subject chuna kyunki ek hall me bhare huye students ko yehi subject samaj sakta hai..
Mere dimag me tha me ek Training firm banunga aur aaj WALNUT EDUCATION aapke saamne hai. Agar passion ho aur nidar (fearless) ho to manzil tak zarur pahuchoge.. Aur tabhi kuch log aapki madad bhi karenge kyunki they trust your ability aur teen 3 logo alag alag tarike seh mera saath diya hai Deepak, Phagun and Manohar.
MORAL - Agar successful hua to me responsible aur nahi hua to bhi me responsible atleast zindagi bhar papa ko kosunga nahi ki unhone mere dil ki awaaz nahi suni ya kissi aur ko bhi.
Manzil saamne hai aaj 2 workshop hai bina dare me jaonga aur dil se bolunga - "Ohhhh yes !! Failure is not my option.. I'll win".
Have a nice day udaipur......Love you all.